Thursday, 29 March 2012


Na tum milte na ye dorrean hoteee...
na tum mere zinddage main ate na ye bekararean hotee..
na tum satate na hume intezare hota...
na tum ass delate na hum us ass pe jeetee...
zindage tu unhe chale ge sadaa mgr tumhara pyar kahan se laen hum...
tumhare yadain bhe honge tumhare batain bhe honge bus aik tum nae hoge...
kiun saatate ho tum humee... kiun tarpatee ho tum hee...
zindage tu rahe ge saaada mgr ye sannsain sath chor jaen ge.. aur aik tum chor gae hume..
kiun hume dela gae aas us pyar ke jo humara nae tha kabhe...
ab tum raho na raho mgr ye zindage us ass k intezar main yunhe chale ge saada...

Sunday, 25 March 2012

"Woh Tasveer Laakhon Me Bikh Gayi,
Jis Me Roti Ke Bagair Baccha Udaas Tha! :((

Main udass hon

jise sun k gham mera mitt saky,
wohi geet ga k main udass hon,

mery hum-nasheen koi dil-nasheen,
si ghazal suna k main udass hon,
tery bin b ye din guzar gaye,
tery naqsh dil say utar gaye,
kabhi ru-ba'ru mery khuawab mein,
kisi roz aa k main udass hon,
mery pyar ka yeh sila deya,
mujay 4 din mein bhula deya,
kabhi aa k mery mazaar py,
koi deya jala k main udass hon......

Monday, 5 March 2012

main hamesha ulajh si jati hun.

main hamesha ulajh si jati hun
raat k paish-e-nazar main...


jab koi ghazal mai likhti hun...
haath kahin ruk jata hai..
yaad kahin kho jati hai...
main ulajh si jati hun...
apne he khayalon main...
inhin purani baaton main...
tere sang guzaray lamhon main...
main ulajh se jati hun..
jb tm kisi or se baatain kartay ho..
kisi or k sang jb hanstay ho....
main apne haath utha leti hun.
or hamesha ulajh si jati hun...
apne haathon ki lakeeron main...
dil main bani tasweeron main...
purani taweel tehreeron main...
main hamesha ulajh si jati hun..
apne haath pe likhay un lafzon main...
jo dikhtay b nahi or mit'tay b nahi..
phr yaad ye akser karti hun...
tum BE-WAFA to nahi thay phr bhi..
main hamesha uljh si jati hun........
mai hamesha ulajh si jati hun;;;;;

Sunday, 4 March 2012

Pyaar ka intezar

Ek raat thi wo chand ki
Pyar ki, intezar ki

Kuch kami thy shayad dono mein,
Izhar ki,iqrar ki,ek nazar dedar ki
Koi rotha tah kisi baat pe
Be waja hi tagrar ki
Usko yunhi baton me satana
Aj phr ek choti si shararat ki
Ajeeb shakhs hy woh masooom sa
Maine had ki hai us pe atebaar ki
Kitni chahat se duniya ko bhul gaya
Sirf mujhe pe hi usne jan-nisaar ki
Kash usko mana sakon phr se"sanam"
Jis ki ankhon mein gehrai hai samandar ki,,

Saturday, 3 March 2012

men khud ko bhool jata hon


men khud ko bhool jata hon


Nazar jab tumsay milti ha, to man khud ko bhool jata hon…

Bas ik dharkan dharakti ha, man khud ko bhool jata hon…

Tumhan milnay say pahly man blhay sajta sawarta hon…

Mger jab tum sawarti ho, man khud ko bhool jata hon…

Man aksar kitbon pe tera he naam likhta hon…

Mgr kuch tum jo likhti ho, man khud ko bhool jata hon…

Man aksar yah he kahta hon, man tum sy pyar kerta hon…

Mger jab tum yah kahti ho, man khud ko bhool jata hon…

Love for Life..

Jinko hmari "Chahat" ki qadar na thi,

Ittifaq se hum unhi ko "Chahte" rahe.

Hath jala dia usi "Diye" ne hamara,

Jise hum hamesha "Hawa" se bachate rahe .